در حال بارگذاری ویدیو ...

Main Agar Kahoon | Om Shanti Om[2008]

۰ نظر گزارش تخلف
Prinsess Rona
Prinsess Rona

Vocals: Sonu Nigam | Shreya Goshal
Music: Vishal & Shekhar
Lyrics: Javed Akhtar


Tumko paaya hai to jaise khoya hun
Kehna chaahu bhi to tumse kya kahun
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
Kehna chaahu bhi to tumse kya kahun
Kisi zabaa mein bhi
Woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe bata sakoon

Main agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Shokion mein doobi yeh aadayein
Chehre se zalki hui hai
Zulf ki ghani ghani ghataein
Shaan se dhalki hui hain
Lehrata aanchal hai jaise baadal
Baahon mein bhari hai jaise chandini
Roop ki chandini

Main agar kahoon yeh dil kashi
Hai nahin kahin
Na hogi kahin
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Tum huwe meharbaan
Toh hai yeh daastan
O tum huwe meharbaan
Toh hai yeh daastan
Ab tumhara mera ek hai kaarwa
Tum jahan main wahan

Mein agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin

نظرات

نماد کانال
نظری برای نمایش وجود ندارد.

توضیحات

Main Agar Kahoon | Om Shanti Om[2008]

۲ لایک
۰ نظر

Vocals: Sonu Nigam | Shreya Goshal
Music: Vishal & Shekhar
Lyrics: Javed Akhtar


Tumko paaya hai to jaise khoya hun
Kehna chaahu bhi to tumse kya kahun
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
Kehna chaahu bhi to tumse kya kahun
Kisi zabaa mein bhi
Woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe bata sakoon

Main agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Shokion mein doobi yeh aadayein
Chehre se zalki hui hai
Zulf ki ghani ghani ghataein
Shaan se dhalki hui hain
Lehrata aanchal hai jaise baadal
Baahon mein bhari hai jaise chandini
Roop ki chandini

Main agar kahoon yeh dil kashi
Hai nahin kahin
Na hogi kahin
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Tum huwe meharbaan
Toh hai yeh daastan
O tum huwe meharbaan
Toh hai yeh daastan
Ab tumhara mera ek hai kaarwa
Tum jahan main wahan

Mein agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin